Urdu Sms

Do you need urdu sms messages? You are at place now where you are going to get urdu messages. You can also send urdu text messages to friends. urdu wishes are collected by experts. You can also use these urdu cards texts in urdu greetings. Finding urdu poems and cute urdu quotes are also not difficult now. Our urdu fwds and urdu msgs are the best ones available online.

  • Oye Mere Dildar,
    meri Ferrari Car,
    mere Dil K Taar,
    meri Roti K Achar,
    mere Sone K Haar,
    … mere Dil K karar,
    I Miss u yaar
    ek Smile to maar..
  • ulajhna hamara Zarf NahI M0hsIn

    Zid Uss kI Adat hy 0r bardasht humari Fitrat

  • Teri ghaflaton ko khabar kahan mery haal-e-dil py nazar kahan…….!!!

    Tu jafa ki hadd mein na aa saki’ main wafa ki hadd sy guzar geya

  • Aaj Uss Ne Aik Aur Dard Diya t0 Hamain
    Yaad Aaya,
    Hum Ne Bhi t0 Dua0n Mein Uss k Saaray
    Dard Maangay Thay,,,,!!
  • jab se……….!
    tum se mili hoon
    main yeh jaan gai hoon
    .
    .
    … … mohabbat kise kehte hain !
  • Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
    Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
    Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
    Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota.

Urdu Sms

  • Kuch to tanhai k lamhon ka sahara hota
    Tum hote ya phir zikar tumhara hotaKoi hamdard zamane mein na paya hum ne
    Dil ko hasrat hi rahi koi hmara hota.
  • Kuch to tanhai k lamhon ka sahara hota
    Tum hote ya phir zikar tumhara hotaKoi hamdard zamane mein na paya hum ne
    Dil ko hasrat hi rahi koi hmara hota.
  • Chalo So jate hain Ab phir kisi such ki talash Mein__
    “DOST”
    k subha phir is jhooti dunia ka deedar karna hai. . .
  • Chalo So jate hain Ab phir kisi such ki talash Mein__
    “DOST”
    k subha phir is jhooti dunia ka deedar karna hai. . .
  • haathon main pighal janay ko jee chahta hay
    Aatish-e-shoaq main jal janay ko jee chahta hay…
    Tujh say ik raaz ki sargoshi bhi karna chahoon
    Phir wohi raaz nigal janay ko jee chahta hay…
    Dil yeh chahay kay tere dil main rahoon dil ban kay
  • DIL Behel jaye to log chor dete hain
    Koi aur mil jaye to log chor dete hain
    Chaar Din ki chandni ka kya karna
    Chandni Dhal jaye to log chor dete hain
    Kasam to khate hain sada sath jeene ki
    Zehn badal jaye to log chor Dete hain
    Aaj kal k logon ka Bharosa kya karna
    Mausam Badal jaye to log Chor dete hain
  • In Ankho Ko Dekh Kar Chaand Bhi Sharma Jaye.
    Aye Jaanam Humari Gujarish Zara Sun Lo.
    Apni Palken Jhukaye Hi Rakhna.
    Kahin Humse Koi Khata Na Ho Jaye.
  • tasalsul tuut jae na kahin sanson ka zindagi se
    pal bhar k liye bhi tum mujhse rutha na karo.
  • Usy tha jana chala gya wo
    Mujhe Q itna rula gya wo
    Bohat weerani thi us k DiL me
    Najany Q muskura gya wo
    Meri udasi ka haal sun kr
    Jo gham thy us k chupa gya wo
    Main kab thi Udas itni Yaaro
    Jo Udas rehna sikha gya wo.
  • Yeh Warq Warq Teri Daastaan,
    Yeh Sabaq Sabaq Tere Tazkaray,Main Karoon To Kaisay Karoon Alag,
    Tujhay Zindagi Ki Kitaab Say.
  • Main kuch yun bhi tha es zid main wo q hai kisi or ka….
    Or wo es zid main thy main hu jao kisi or kaa…..
    Main kuch yun bhi tha es zid main wo q hai kisi or ka….
    Or wo es zid main thy main hu jao kisi or kaa…..
  • Teray Qareeb Reh Kay Bhi Dil Mutmaeen Na Tha
    Guzri Hay Mujh Pay Yeh , Ye Qyamat Kabhi Kabhi
    Kuch Apna Hosh Tha Na Tumhara Khayal Tha
    Yoon Bhi Guzar Gaii Hay Shab -e- Furqat Kabhi Kabhi
    Ay Dost Hum Nay Tark -e- Mohabbat Kay Ba Wajood
    Mehsoos Ki Hay Teri Zarorat Kabhi Kabhi
  • TARASTA HAI DIL TERI AWAZ K LIYE,
    TERE MOHABAT BHARE DO ALFAZ K LIYE,
    KARDO HUMHE FANAA APNI IS ADA K LIYE,
    TADAPTE HAI HUM TUMHARI EK MULAKAT K LIYE..
  • Pathan Wapda office fone kr k bola:Janab light band kr do
    Wapda wala:kyun sir
    Pathan:wo yara hamaray dimagh me aik nya gaali aya hai wo tumko dena hai.
  • Muskaan Tere Hotho pe Khushi mere Dil me Hoti hai,
    Agar dard Tere Dil ko ho to Ankhen Meri Roti Hai.
    Tu Mehsoos toh krke Dekh Dost,
    ” DOSTI aisi hoti hai”
  • Honto pe ulfat ka ……naa, hota hai.
    Aankhon mein…..chhalakta jaam hota hai
    Talwaron ki zururat……wahan kise jahan
    nazro se qatel-e-Aam hota hai