Sending hindi text messages is the best way to keep in touch with friends. Here we have cute hindi texts and hindi messages. Some people also said for hindi msgs so we have added sweet hindi messages on site. You can also use hindi messages as hindi facebook status to share on your FB walls. Messages of hindi or hindi forwards can be used as fb hindi statuses. You can also use short hindi sms and send on mobile. So read hindi messages and share hindi fwds with every one.
- Kuch to tanhai k lamhon ka sahara hota
Tum hote ya phir zikar tumhara hota
Koi hamdard zamane mein na paya hum ne
Dil ko hasrat hi rahi koi hmara hota.
- Kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai
Kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai
Tanhai ko tum bebasi ka naam na do
Kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai
- Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
Humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar to aap se mulakat ka hai
- Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu?
Tu Hi Bata Teri Yaad Aaye To Kya Karu?
Hasrat Hai Ki Ek Nazar Tujhe Dubara Dekh Lu
Kismat Woh Lamha Na Laye To Kya Karu?…
- Seh Liya Har Dard Humne Haste Haste
Ujd Gaya Ghar Mera Yaaro Baste Baste
Ab Wafa Kare To Kis Se Kare Yaaro
Wafa Karne Gaye To Bewafa Hi Mile Raste Raste…
- Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar per aap ka naam hoga,
Aapke har kadam per duniya ka salaam hoga,
Himmat se mushkilon ka saamna karna,
Hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga.
- Ashiq pagal ho jate he pyr me
baki kasr puri ho jati Hai Intezar me
magar ye dil ruba nahi samajti
wo to Gol Gappe Khati Firti Hai Bazzar me
- Panjabi ladke ladkio ko is tarah parpose karte hai-
Pipal da boota hove te ganne da ras hove,
j mera vas hove te teri maa meri sass hove.
- Aasmaan Jitna Neela He
Sunflower Jitna Peela He
Paani Jitna Geela He
Aap ka screw Utna Hi Dheela he. - वो कहते हैं,
अगर नसीब होगा मेरा,
तो हम उन्हें ज़रूर पाएंगे,
हम पूछते हैं उनसे,
अगर हम बदनसीब हुए
तो उनके बिना कैसे जी पाएंगे . - सपनो में खो जाओ,
दिन भर की थकान मिटाओ,
ऐश्वर्या से मिलो,
अम्बानी बन जाओ,
जो ज़िन्दगी में नहीं कर सकते,
वो एक नींद में कर दिखाओ.
जाओ सो जाओ
- Tum Ho Subah Aur Sham Ki Tarah
Tum Ho Khushiyon Ke Paigaam Ki Tarah
Tum Ko Maine Kab Bhulaya Hai
Tum Yaad Rehte Ho Mujhe Mere Naam Ki Tarah.
- I want u … To be with me In a nice Restaurent To have candle light dinner…. & to say those sweet three words to U…. “Pay The Bill” More Cool SMS
